oski uljhano mai bhi ik adda thi
oski her uljhan oski zulfoun ki tarhan, ik ghata thi
woh dewarain tor dyti thi, oun sy takra ker
osme himmat thi, aur yahi oski saza thi
uraan ounchi thi oski, bey laag
musibat hi toh thi woh, nehayat bey baak
tora, phir tora, aur phir sy tora
khud ko samaytnay k liye
osne apne ko phir khud sy tora
toot k bikharnay ka jash manaya
jisko woh zalim bardasht na ker paya